actually main dubai main rehta hoo kaam karta hoo par pata nahin kiun mery waist ziyada ho gai hai pehle main 32 inch jeans pehenta thaa ab 34 bhi tang hai waist kam karne ki koi trick bata sakta hai ya koi site plz help.

jnab exersice kai liyay tu i think sab sai best youtube.com hai ap wahan sai jis tarhan ki exersice chahtay hain mil jaye gi
Lakin baat who hai kai exersice karni paray gi kisi trick sai wazan kam nhi hoga
so lets start the work
yakenan ap ki problem solve hogaye hogi
ho sakta hai kam very easy fb par join my gym group fitness first karachi
Bookmarks