bhai aap is ko kisi aur sim par try karn. doosra koi aya to aap ko zaroor agah kar diya jaye ga...aap apna number mujay PM kar den jab koi new aya aap ko sms kar doon ga. mein ufone 0332 aur 0334 par use kar raha hoon 100% work karta hay but 0332 say kisi waqt mobilink, telenor, warid par sms nahin jata
Bookmarks