Khurram bhai ko chair kar ap hi nuksan uthain gey
kiun k agar ap un par koi thread banain gey to wo
ap ko rasiion sey bandh kar apni shairi suna na shuru kar dain gey
ary ary ary
main ny kab aap ko poetry sunai hai
ab aap aao na zara mary ghar phir dekhna
sari rat poetry sonata rahon ga aur khana bi nahi don ga hahahaha
ahah
Bookmarks