laselky said: tabe bohat zahieen ban kar aa gaye hoor atey hi aap ki yadasht b wapis aa gaei or aap ko doctor ko uncle kehna b yaad aa gea abi to aur bi bhot kuch yaad aye ga... aap bar bar doctor ko uncle keh kar jalti par tail ka kam kar rahay hain khabardar k doctor uncle k baray main koi ghalat bai ki
editorshahid said: abi to aur bi bhot kuch yaad aye ga...: aap bar bar doctor ko uncle keh kar jalti par tail ka kam kar rahay hain khabardar k doctor uncle k baray main koi ghalat bai ki: aap ke yaadaasht bohat khatar naak toor par wapis aa chukiey hai es se pahlay k har taraf aag barhak uthay men chalta hon
laselky said: aap ke yaadaasht bohat khatar naak toor par wapisaa chukiey hai es se pahlay k har taraf aag barhak uthay men chalta hon hahaha tujay pata hai main nay akhrot Shehid main mix kar kay khaye hain... yaadast to wapis aye gi na.....aaj subah subah mujay pata chala k uncle doctor kon hain.....haha
editorshahid said: hahaha tujay pata hai main nay akhrot Shehid main mix kar kay khaye hain... yaadast to wapis aye gi na.....aaj subah subah mujay pata chala k uncle doctor kon hain.....haha CHaLEN ye sab se behtar ho gea hai k aap jantay the k aap ki yaadaasht chiliy b gaei the
editorshahid said: .aaj subah subah mujay pata chala k uncle doctor kon hain.....haha Koi Batlawo keh "Ham batlain Kiya"
Doctor said: Koi Batlawo keh "Ham batlain Kiya" hahaha....khud hi batlain to achi baat hay....warna....jab raz khulay ga to phir....
editorshahid said: hahaha....khud hi batlain to achi baat hay....warna....jab raz khulay ga to phir.... Doost Doost Na Raha . . . . Raaz Raaz Na Raha . . . .
Doctor said: Doost Doost Na Raha . . . . Raaz Raaz Na Raha . . . . ye indian song na sunaeen.....baat bata deen..... warna mujay laselky say hi rabta karna paray ga....haha
editorshahid said: ye indian song na sunaeen.....baat bata deen..... warna mujay laselky say hi rabta karna paray ga....haha Editor mujhay tera aitabar na raha . . . aitabar na raha
O BHai kiyun bila waja tea ki piyali main toofan barpa karnay ki koshish kar rahay hain aap mujhay sakoon say tea peenay dain
Doctor said: Editor mujhay tera aitabar na raha . . . aitabar na raha Good.........Agar aap singer hotay to.....?
editorshahid said: Good.........Agar aap singer hotay to.....? ab main kahaan single hoon ab to . . . .
Forum Rules
Bookmarks