0711
0711
apney barey ma to ap ney likha hi nai
Doctor bhai ap k pass har mareez jab ata ha to zinda hota ha or jab jata ha to murda hota ha iss ki kia waja ha
Doctor: ye meri dawai ka kamal ha
farooq-o-hassan ka ranj hum kcuh kam nahi kartay,,
haan mager sina-o-sir peet kar matam nahi kartay,,,
kafir hain jo munkar hain hayyat-ush-shoda kay,,,
hum zinda logo per matam nahi kartay.....
good men Arsalaan se etifaaq rayi karta hon aap ko apne mutahaliq b likha chayee tha
ager ejazat ho me kuch ershad kar don?????
humm nice work men
hahaha.....Good work
kia baat hay doctor uncle aap ki
aap ka Cheeda Cheeda title dekh kar mujay laga k Sheeda Sheeda ko ragar diya....lakin parha to mamla hi kuch or tha....
Bookmarks