Salam
mere pas laptop hai jab mein us ko on karta hoon to likha ata hai
check system and press f1
na hi bios setup open ho raha hai na hi koi aur option ane deta hai aur jab me f1 press karta hoon to likha hota hai
<ex> 1990/01/01
enter date :..../../..
Is tara likha hota hai me kia karon ke pc working karna shuroo kar de
Bookmarks