Jab me PC on karta hon to meri hard disk se koi awaz aati hai aur musalsal aati rehti hai.kabi kabi to pc on ho jata hai.lekin ziada tar pc on nahi hota aur boot hote waqt ruk jata hai.ya error deta hai.phir jab tak hard disk pc se nikal kar dobara na lagao tab tak on nahi hota.
agar kisi ko is ke bare me pata hai to mujhe batao ke kia problem ho sakti hai.
Bookmarks