salam '


sir mainay kuch din pahlay itdunya ma aik thread dekha tha k, use your usb as a ram' kafee acha laga ' lakeen maray khyal se hum usb se wo faida hasil nhe kar saktay 'jo ram se hasil ho sakta '

mujhay es baray ma app se poochna ha k kia hum usb ko ram k toor pr (poore tarha) istimaal kr saktay ha?