Asalam alaikum dostoun..main yai poochna chahta houn k kia hum win xp ki environment main gw basic ka print nikal saktai hain....
baat kuch is tarah sai hai k kuch gw basic k data input softwares hain jin ka print ikalnai k liyai dot matrix printer ka jona zaruri hai epson k.....
kia koi aisa tariqa nahi hai k us ka print laser jet par nikal jayai ya phir pdf print nikal jayai....
kisi k paas is ka koi bhi hal ho toa plz maddad karain...
shukria
Bookmarks