SAlam ameed karta hon ke Allah ke fazl o karam se theek he honnge.
mein english movie ko hindi mein convert karna chahta hoon kia asa ho sakta hai.... mein ne ak bar vlc se english movie ko urdu mein convert kiya tha lekin ab wo option nhi aa raha hai kia ap ko pta hai ke mein english movie ko urdu mein convert kase karo...thanx
Bookmarks