bhai koi bata sakta hai ke ghost xp kia hai or ye mere kis kaam aa sakta hai or ye banaya kaise jata hai
bhai koi bata sakta hai ke ghost xp kia hai or ye mere kis kaam aa sakta hai or ye banaya kaise jata hai
bhai kisi ko pata hai bi ke nahi
yar ghost ye hota hai kay appp ko apnay pc mein jo kerna hai ker lain mean c drive mein jo software wagira install kernay hain ker lain ur phr un ka aik backup bna ker rakh lain.......jahan per window 30 mintures mein install hoti hai agr ap ke windows corrupt ho jay to app isss ko 5 min mein install ker kay apna kam lay saktay hain........ur ye kai terhan k software say ban jata hai.........
xp ghost ka tariqakar bata do bhai
A to Z
plz tell me the complete procedure of xp ghost
Bookmarks