Janab mein ne kuch din pehle apne PC ka service pack update kar diya yani pehle mein XP service pack 2 use kar rha tha aur ab update kar k Service pack 3 kar di hai janab help ye chahiye thi k meri Windows folder mein ek new folder ban gaya hai jis ka name hai Service pack File aur ye kafi space le raha hai kiya isko delete kar doun ya nahi??
kiya iss se system par koi effect tu nahi pare ga experts please help me....
Mujhe Space require hai apne C drive mein jiski wajah se mein ye sawal kar raha houn ya koi aur aisi files ya folders jisse mein remove kar sakoun Space hasil karne k liye??

Screen Shot dekh lein...
Name:  as.jpg
Views: 154
Size:  62.3 KB