Salam itdunya members,
mai apnay lia aik sasta lakin achi set kharidna chahta hn, mainay newspaper may club pike aur club cube ka ishtiar dekha ha. koi bhai ya behan use kr rha ha to mehrbani kr k share karay k kaisay set hain yeh. shukriya

Walakumsalam
Bhai Ap Jis Mobile Ke Baat Karahe Hai Woh I Think China Ka Hai......Ap Nokia Ka Mobile Hareed Lien Tu Behtar Kam Karega......!
yar aj kal to mobile sasty hein. market visit kr lein
Bookmarks