mujhey family pictures scan karwani hain kam az kam kitney rupees ki aik picture scan hogi market main
mujhey family pictures scan karwani hain kam az kam kitney rupees ki aik picture scan hogi market main
kon sy shahar main ho? islamabad main 10 rupay ki aik pic scan hoti hai
10 rupee ki 1 pic...
yeh to dokan walay par depend karta ha wasay 10 rupay say kam b ho sakta ha, but zaida tarh dokan dar 10 rupay hi laytay hain
karachi main
Bookmarks