Doston mujhe ye malom karna tha k Nokia 5233 mai jab msg likhty hain to kiya wo qwerty touch se bhi likh skty hain mera matlab jab horizontal mobile ko krty hain tb. Jin doston ko pta ho ya jis k pass ho plz jaldi batain aur ye bhi batayin k Nokia 5233 acha hai ya nokia 5230 plz
Bookmarks