Salaam,
sab say pahlay sab dostoon ko salam, kaisay hain sab log. Dear main UAE main rahta hoon so mujay fedral boad ki intermediate(f.a) ki urdu book and grammar chaeay agar yeh online mil sakti hai to please koi dost iss ka link share kar day to bahtu maharbani ho gee. asal main problem yeh hai k Pakistan say mangwaty kafi time lag sakta hai but mujay jaldi chaeay.
thanks in advance.
Bookmarks