Sarfaraz888 said:
bhai sharukh ke buland o qavi darbar may hamra salam
jahan tak mera kheyal ha ke andhey ko kia pata ke us ki murgi chori howi ha ke nhi jub wo us jaga nhi ho jahan andha rakhta ha tu wo murgi ko wahan na paa kar thora shour kary ga gunga sun ke ajay ga aur andha us ki ahat ko pahchan kar us se kahe ga ke meri murgi ager chori ho gai ha tu koi chiz bajao tu is tarah us ko pata chal jay ga ya ye bhi ho sakta ha ke andha jub showr karay ga aur koi jawab na milnay per wo samgh jay ga ke samne wala gonga ha baqi bacha behra tu wohi chor ho ga.
Bookmarks