Results 1 to 4 of 4

Thread: D 915 gvwb

  1. #1
    MAQSOOD HASSAN's Avatar
    MAQSOOD HASSAN is offline Senior Member+
    Last Online
    18th November 2018 @ 11:00 PM
    Join Date
    08 Jun 2009
    Posts
    544
    Threads
    35
    Credits
    1,055
    Thanked
    39

    Default D 915 gvwb


    JANAB KIYA HALL HAIN UMEED KARTA HON APP SAB THEEK THAK HON GEIN
    INSHAALLAH
    G TO MERA MASLA YEH HAI KE MERAY PASS INTEL D915GVWB MOTHER BOARD HAI
    S MEIN MEIN NE ALFA TV TUNER CARD LAGAYA HAI LAKIN S KI PLAY BACK KI AWAZ TO ATI HAI MAGAR JAB REC. KARTA HON TO AWAZ NAHI ATI
    KIYA MERE MOTHER BOARD KE DRIVER SAHI NAHI YA PHIR KOE AOR MASLA HAI
    REALTEK HD ALCXXX AUDIO DRIVER
    UMEED KARTA HON APP MERI REHNUMAI FARMAIN GEIN
    KHUDA HAFIZ

  2. #2
    faiz qadri is offline Member
    Last Online
    11th October 2011 @ 10:02 PM
    Join Date
    05 Jul 2009
    Age
    38
    Posts
    367
    Threads
    55
    Thanked
    46

    Default

    bhai samaj nahi ayi tafseel se sawal poocha kerein playback se murad jub aap koi prog dekh rahe hote ho or 2nd baat yeh k jub rec ker lete ho uske baad awaz nahi ati mean rec video ki

  3. #3
    Saleem_sullo's Avatar
    Saleem_sullo is offline Senior Member+
    Last Online
    10th November 2016 @ 01:46 AM
    Join Date
    07 Nov 2009
    Location
    Multan
    Gender
    Male
    Posts
    5,910
    Threads
    87
    Credits
    1,203
    Thanked
    481

    Default

    ap apnay sound out ko cara kay sound input main lagain......

    stero cable dono side wali pin use karo

    phir awaz aa jaye ga recording main.....

  4. #4
    Imran sid's Avatar
    Imran sid is offline Senior Member
    Last Online
    9th November 2017 @ 01:47 PM
    Join Date
    15 Nov 2009
    Location
    Karachi
    Gender
    Male
    Posts
    2,064
    Threads
    109
    Credits
    1,291
    Thanked
    121

    Default

    Bhai ap ke Tv tuner card ke sath 1 cable aai ho gi os cable ki screen short main ne attach kar di hai jis ki aik side ap ke Tv tuner card main lage gi aur dusri side ap ke pc ke sound card ke blue wale port main lage gi aur speeker ki pin Green wale port main lage gi pher ap apne TV tuner card ki setting main ja kar Audio Source ko Line In kar den omeed hai ap ki problam solve ho jay gi.
    Attached Images Attached Images   

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •