Please you must act upon this Quotation.
Please you must act upon this Quotation.
Thanx Baji
bohat achi koshish hay ap ke laiken image sahe wazaih ni hay agar is ko thora behtr kr lain.
[SIZE="5"]Corel Draw bohat acha software hai.
I love it........!!![]()
assalamualaikum
share karne ka bohat bohat shukrya
bahawal kamran
kia hall ha dosto ma new user ho aur aj pahla trick ap tak pouncha raha ho umed ha ap ko pasand aye ga.
nokia sets ma aksar message send kartay waqt ye message ajat ha
(General Memory full close some application and try again)
to ap ko set format karna parta ha aur ap kay sms delete ho jatay ha...
karna ya ha ka series 60v3 sets kay liye
ap ka MMC card ya Phone memory ma 1 folder hota ha private jo hidden hota ha us ka ander 1 folder 1000484b hota is ma 1 folder mail2 hota ha jo ap ka sms hotay ha ap isay as it is copy kr lain set format karnay ka bad dubara waha copy kar dain ap ka sms usi surat ma wapis a jaye ga
Memory card\Private\mail 2
isi tarha series 60v2 ma bhi karna ha farq yeh ha ka us ka message folder system\mail ka nam sa hota ha
umed karta ho ap ko mara trick pasand aye ga reply zarur kijye ga aur koi mistake ho gaye ho to plz maf kar dijye ga
good by
ap nay bohat achay andaz mein parhaya hay .
thank you sooooooooooooooo much
v v v nice
bohat umda
good sharing
gud
Bookmarks