Page 1 of 3 123 LastLast
Results 1 to 12 of 27

Thread: Processor Usage Do you Know it???????

  1. #1
    Tushavi is offline Member
    Last Online
    14th June 2011 @ 10:34 PM
    Join Date
    28 Jul 2007
    Posts
    363
    Threads
    66
    Thanked
    4

    Thumbs up Processor Usage Do you Know it???????


    Kiya aap kay PC may Koi Problem hay aur woh aap say solve nahi horahi E-mail Karain aur Problem ko bhool jain
    *******
    Attached Images Attached Images   
    Last edited by SHonas; 9th October 2015 at 05:49 PM. Reason: email ID remove

  2. #2
    student's Avatar
    student is offline Senior Member+
    Last Online
    4th March 2009 @ 07:32 AM
    Join Date
    09 Aug 2006
    Posts
    287
    Threads
    8
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    chah gai hoo.......janab

  3. #3
    wasipk is offline Senior Member+
    Last Online
    28th January 2011 @ 10:02 AM
    Join Date
    18 Oct 2007
    Age
    35
    Posts
    717
    Threads
    57
    Credits
    945
    Thanked: 1

    Default

    Good

  4. #4
    msalman100 is offline Junior Member
    Last Online
    4th June 2015 @ 04:54 PM
    Join Date
    29 Nov 2007
    Age
    43
    Posts
    3
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    walaikum asalam Baig sahab, lakin apnay yah nahin bataya kay ap ko in sari applications chalanay kay liay kitnay din darkar hotay hayn. har application 2 din main tu run ho hi jati hogi, main apki bat say bilkul agree nahin karta, apnay tu woh bat ki kay kachwa chala khargosh ki chal. aur agar meri bat buri lagi ho tu maazrat chahta hon. ALLAHFIZ

  5. #5
    Temp's Avatar
    Temp is offline Senior Member+
    Last Online
    11th May 2014 @ 08:29 PM
    Join Date
    27 Oct 2007
    Posts
    381
    Threads
    3
    Credits
    0
    Thanked
    6

    Default

    "Tushavi" Janab app ki itkah k leye arz hai k tajrba zaroor karian per kisi related person se information hasil ker k. Asey tajrbe na karian jis main nuqsan ka indesha ho.
    Tejrba to roof say jump ker k b kya ja sakta hai. Liken is main noqsan(tang, bazoo hi tootian gey) hi ho ga bey-shak tang ya bazoo bad main sahi ho jatey hain per asey tujerbe sey kya fida?
    Aur akhir main app k system ki bat to app gadey(donky) per b had se zyada booj dalo ge to wo nahi chul sakey ga App ka pass to phir b PC hai. Mazeed yeh k Coral Draw 13 mini ram 256MB requir kerta hai.

  6. #6
    umair8005's Avatar
    umair8005 is offline Senior Member
    Last Online
    8th April 2019 @ 04:06 PM
    Join Date
    24 Sep 2006
    Location
    ~~ SOME 1 HEART ~~
    Posts
    8,820
    Threads
    326
    Credits
    0
    Thanked
    457

    Default

    nice....

  7. #7
    Tushavi is offline Member
    Last Online
    14th June 2011 @ 10:34 PM
    Join Date
    28 Jul 2007
    Posts
    363
    Threads
    66
    Credits
    0
    Thanked
    4

    Post

    Quote msalman100 said: View Post
    walaikum asalam Baig sahab, lakin apnay yah nahin bataya kay ap ko in sari applications chalanay kay liay kitnay din darkar hotay hayn. har application 2 din main tu run ho hi jati hogi, main apki bat say bilkul agree nahin karta, apnay tu woh bat ki kay kachwa chala khargosh ki chal. aur agar meri bat buri lagi ho tu maazrat chahta hon. ALLAHFIZ
    Asslamualikum
    aap meri baat say agree nahi kartay bhut achi baat hay kyunkay ikhtilaafay rai he humay har cheeze kay baaray may achay ya buray ki tameez sekhtai hay
    may nay yahi kaha hay kay aap ko processor Usage maloom nahi kiya aap yaqeen karain gay kay may nay apnay computer centre may 64mb ram pay issay ziyadah software chaltay dekhay hain kiya aap ko maloom hay kay vista ki recommend kiya hay jo microsoft walon nay de hay je han 512MB ram or 800MHZ processor likin bhut say logon ko may janta hoon jinhon nay 256MB ram pay Vista chalai hay may yay nahi kahraha kay aap apnay system ko upgrade na karain meray thread ka maqsaad hay kay aap apnay PC ko pehchanain Allah ka Shukar hay kabhi koi program attakta nahi.

  8. #8
    Tushavi is offline Member
    Last Online
    14th June 2011 @ 10:34 PM
    Join Date
    28 Jul 2007
    Posts
    363
    Threads
    66
    Credits
    0
    Thanked
    4

    Default

    Quote msalman100 said: View Post
    walaikum asalam Baig sahab, lakin apnay yah nahin bataya kay ap ko in sari applications chalanay kay liay kitnay din darkar hotay hayn. har application 2 din main tu run ho hi jati hogi, main apki bat say bilkul agree nahin karta, apnay tu woh bat ki kay kachwa chala khargosh ki chal. aur agar meri bat buri lagi ho tu maazrat chahta hon. ALLAHFIZ
    Asslamualikum
    aap meri baat say agree nahi kartay bhut achi baat hay kyunkay ikhtilaafay rai he humay har cheeze kay baaray may achay ya buray ki tameez sekhtati hay
    may nay yahi kaha hay kay aap ko processor Usage maloom nahi kiya aap yaqeen karain gay kay may nay apnay computer centre may 64mb ram pay issay ziyadah software chaltay dekhay hain kiya aap ko maloom hay kay vista ki recommend kiya hay jo microsoft walon nay de hay je han 512MB ram or 800MHZ processor likin bhut say logon ko may janta hoon jinhon nay 256MB ram pay Vista chalai hay may yay nahi kahraha kay aap apnay system ko upgrade na karain meray thread ka maqsaad hay kay aap apnay PC ko pehchanain Allah ka Shukar hay kabhi koi program attakta nahi.

  9. #9
    Tushavi is offline Member
    Last Online
    14th June 2011 @ 10:34 PM
    Join Date
    28 Jul 2007
    Posts
    363
    Threads
    66
    Credits
    0
    Thanked
    4

    Post

    Quote Temp said: View Post
    "Tushavi" Janab app ki itkah k leye arz hai k tajrba zaroor karian per kisi related person se information hasil ker k. Asey tajrbe na karian jis main nuqsan ka indesha ho.
    Tejrba to roof say jump ker k b kya ja sakta hai. Liken is main noqsan(tang, bazoo hi tootian gey) hi ho ga bey-shak tang ya bazoo bad main sahi ho jatey hain per asey tujerbe sey kya fida?
    Aur akhir main app k system ki bat to app gadey(donky) per b had se zyada booj dalo ge to wo nahi chul sakey ga App ka pass to phir b PC hai. Mazeed yeh k Coral Draw 13 mini ram 256MB requir kerta hai.
    yahan aap ki maloomat sahi nahi Corel draw 128 pay bhi run hojata hay aap ko aik baat batata hoon yay 2003 ki baat hay us waqt mujhay Windows tu kiya aik game bhi install karna nahi aata tha bus may Cd lata aik dafa dekhnay kay baad us ko is daar say nahi chalatay kay computer kharab na hojaiy hhahahahahha phir howa yay kay aik baar meray dost nay mujhay aik game ki cd de Knight rider naam ka game tha aab may us ko ghar laya likin mujhay tu pata he nahi tha kay Game install kaisay kartay hain khair jee aisay may mujhay copy & paste kay option kay baray may pata chala yaad rahay yay win98 ki baat horahi aab may nay yay kiya kay game ki cd ko baar baar copy paste kardiya natija saaf zahir hay hardrive bhar gai aur us nay error diya low disk space wala aab may nay game ko mitana shuro kiya aur mitanay kay chakar may windows ki shell32.dll naam ki shayd koi file thi woh bhi mitadi aab system ko dosray din strart kiya tu windows he nahi chal rahi sirf error aata shell32.dll error aab may bhut pareshan howa kay yay kiya hogaya khair qisa mukhtasir taqreban 2 mon ki mahnat aur tajrubay kay baad may nay khud say windows install karna seekhli in teen months may may nay ajeeb u gharib tajrubay bhi kiyay aab aap hasin gay mujhay win ko uninstall karna tu aata he nahi tha may nay chalti howay pc ki hardrive nikali kay shayad is tarah say win uninstall hojaiy hahahhahahahhahahahahha is lambi chori kahani ka maqsad sirf aap ko yay batana hay kay may konsay tajrubay ke baat karaha hoon yay bhut achi baat hay kay aap kisi related person say information hasil karain aur agar aap ka koi related nahi hay tu may aap ka related hooon
    app mujhay E-mail karsaktay hain

  10. #10
    heroofdikhan's Avatar
    heroofdikhan is offline Senior Member
    Last Online
    2nd July 2018 @ 11:48 AM
    Join Date
    31 May 2007
    Location
    ~:::Ghar me:::~
    Age
    33
    Posts
    1,081
    Threads
    160
    Credits
    1,052
    Thanked
    89

    Default

    ye kaise hoga mere paass P3 ha 750 MHz 128 Ram aur taqreeban momory b free ha lekin bht slow chalta ha

  11. #11
    Tushavi is offline Member
    Last Online
    14th June 2011 @ 10:34 PM
    Join Date
    28 Jul 2007
    Posts
    363
    Threads
    66
    Credits
    0
    Thanked
    4

    Post

    Quote heroofdikhan said: View Post
    ye kaise hoga mere paass P3 ha 750 MHz 128 Ram aur taqreeban momory b free ha lekin bht slow chalta ha

    Janab heroofdikhan sahab isi ko system managment kahtay hain
    app meray say chat karsaktay hain is e-mail pay
    *******8
    Last edited by SHonas; 9th October 2015 at 05:50 PM. Reason: remove email

  12. #12
    skyduck is offline Junior Member
    Last Online
    25th September 2016 @ 02:24 PM
    Join Date
    01 Jan 2007
    Age
    40
    Posts
    20
    Threads
    3
    Credits
    1,079
    Thanked: 1

    Default

    Originally Posted by heroofdikhan View Post
    ye kaise hoga mere paass P3 ha 750 MHz 128 Ram aur taqreeban momory b free ha lekin bht slow chalta ha
    Ye bohat asan he. Me 433 Mhz (~390MB RAM) pr Windows Vista use karta hoon.

    1. Windows ki safai ke lia Ccleaner.exe use karen. ye aap net par se download kar saktey hen. is se windows smooth running kare gi. Is ke ilawa aap Tuneup Utilities bhee istamal kar sakten he.

    2. apni hard disk 32K cluster size per format karen. is k lia aap Partition Magic use kr sktey hen. agar samaj me naa aae to aap yaha pur he mujh se pooch saktey hen.

    Me Tushavi sahib se request karo ga k wo is silsiley me hamari mazid rahnumai farmaen.

Page 1 of 3 123 LastLast

Similar Threads

  1. Processor Usage do You Know It??? With tips
    By Tushavi in forum Computer Articles
    Replies: 64
    Last Post: 27th February 2016, 03:41 PM
  2. How To Change Processor - Make A Fake Computer Processor
    By MUMTAZ.786 in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 3
    Last Post: 18th December 2014, 10:22 PM
  3. evo 3g ki usage?
    By adeel345 in forum Ask an Expert
    Replies: 4
    Last Post: 8th March 2014, 11:17 PM
  4. GHQ & About Usage..
    By -BabaR- in forum Ask an Expert
    Replies: 0
    Last Post: 9th September 2012, 11:29 AM
  5. Usage Of Egg
    By adnandani93 in forum Photo Gallery
    Replies: 7
    Last Post: 11th April 2010, 12:16 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •