Aslamilkum 2 Xperts plz mujhey yeh batain k meri 500Gb ki W.D ki H.D.D hia pata nhe usey kya hogeya hia samjhe nhe ati hia mein kaya k jab bhe kis cheez ko click karta hun tu Not Responding ata hia aur windows bhe hang kar dta hia aur phr restart karna parta hia...plz is ka koi haal batain dain plz yani H.D.D chaltey Chaltey Rok jti hia............