bahi aik aisa tareeqa hota ha k agar os ki setting kar de jaye to os se ye hota ha k jo website bhi kholi jye wo ni kholti ...jo website default rakhi hoti ha srf wo he open hoti ha ... for example agar yahoo ki site kholein to wo ni kholti wo osse link pai lai jata ha utomatically jo site home page k liye slect ki hovi hoti ha ..ye kesai ho ga