English language paragraph ya page ko urdu main translate karne ka koi acha software ya converter hai to us ka link dain
shukrya
English language paragraph ya page ko urdu main translate karne ka koi acha software ya converter hai to us ka link dain
shukrya
ws
app online net say kar saktay hain
koi aisa software batayen jo off line translate kar sakain q k kabhi online nahi hote to problem hoti he
Bookmarks