Page 1 of 4 1234 LastLast
Results 1 to 12 of 40

Thread: My Collection 22

  1. #1
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Thanked
    0

    Smile My Collection 22



    شفق جو روئے سحر پر گلال ملنے لگي
    يہ بستيوں کي فضا کيوں دھواں اگلنے لگي

    اسي لئيے تو ہوا رو پڑی درختوں ميں
    ابھي ميں کھل نہ سکا تھا کہ رت بدلنے لگي

    اتر کے نائو سے بھي کب سفر تمام ہوا
    زميں پہ پائو دھرا تو زمين چلنے لگي

    کسي کا جسم اگر چھو ليا خيال ميں بھي
    تو پور پور مري مثل شمع جلنے لگي

    مري نگاہ ميں خواہش کا شائبہ بھي نہ تھا
    يہ برف سي ترے چہرے پہ کيوں پگھلنے لگي

    .................................

  2. #2
    Leon's Avatar
    Leon is offline Advance Member
    Last Online
    6th June 2023 @ 05:52 PM
    Join Date
    28 Aug 2007
    Posts
    2,458
    Threads
    150
    Credits
    1,528
    Thanked
    0

    Default

    Bohot acchi poetry hai janaab , keep sharing .

  3. #3
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Smile

    Quote Leon said: View Post
    Bohot acchi poetry hai janaab , keep sharing .
    thanks jnab

  4. #4
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Smile uss bewafa ka shair ha our hum hain dosto

    uss bewafa ka shair ha our hum hain dosto
    ashk e rawan ke naihr ha our hum hain dosto
    ya ajnbe se manzlin our raftagan ke yad
    tanhieeon ka zahir ha our hum hain dostoo
    phirty hain misl e mooj shaie shair main
    awarge ke lahir ha our hum hain dostoo
    sham e alam dhale ha our chale dard ke hawa
    ratoon ka phaila phir ha our hum hain dostoo
    ankhoon main urr rahie ha lute mahfloon ke dhool
    ibrt srayy e dahir ha our hum hain dostoo

  5. #5
    umair8005's Avatar
    umair8005 is offline Senior Member
    Last Online
    8th April 2019 @ 04:06 PM
    Join Date
    24 Sep 2006
    Location
    ~~ SOME 1 HEART ~~
    Posts
    8,820
    Threads
    326
    Credits
    0
    Thanked
    457

    Default

    waoo..nice

  6. #6
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Smile kaho muj sa muhabat ha

    kaho muj sa muhabat ha
    tumin zidd ha ka main keh doon
    mujy zid ha ka tum keh doo
    mujy tum sa muhabt ha
    kahyo muj sa muhabt ha
    nahin ya janty donoo
    muhabt bhala kab mohataj ha lafzoon ke batooon ke
    muhabt tu hamare dharkoon ka sazz main shamal
    sureely geet ke manind
    muhabt yadd ke daive
    ju tanha ratt ko aksar utar ate ha ankhoon main
    muhabt mukrhat ha haseen nazuk sa hoontoon main
    muhabt sandle hatoon ke nazuk se larzishoon main ha
    muhabt sooch ke gharioon sa phoote kushboo
    hamisha saat rahite ha
    muhabt ankh main palta woh purisrar sa jazba ha
    jisy ab tak nahin koie samj paya
    na is ke koie soorat ha
    na iss ka koie paymana
    dhkay ilfaz main iss ka bouht izhar hota ha
    kuch aisy he ka jaisy AB!!
    teh-E-dill sa tu hum donoo bouht iqrar karty hain
    magar phir bhe na jany kyun
    tumain zid ha ka main keh doon
    mujy zidd ha ke tum keh doo
    mujy tum sa muhabt ha
    kaho ka muj sa muhabt ha

  7. #7
    umair8005's Avatar
    umair8005 is offline Senior Member
    Last Online
    8th April 2019 @ 04:06 PM
    Join Date
    24 Sep 2006
    Location
    ~~ SOME 1 HEART ~~
    Posts
    8,820
    Threads
    326
    Credits
    0
    Thanked
    457

    Default

    nice..

  8. #8
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Smile Taleef-e-hijr !!!

    Taleef-e-hijr !!!


    Takleef-e-hijr de ga-ii hai raahat kabhi kabhi
    Badlaa hai yuun bhi rang-e-Muhabat kabhi kabhi

    Dil ne teri jafa ko saharaa samjh liya
    Guzree hai yuun bhi hum pe muscebat kabhi kabhi

    Duniya sumjh na lay tere Gham ki nazakatien
    Karta hoon zeray-lab jo shikayaat kabhi kabhi

    Hai jis taraf nigah Tawajja udher nahi
    Hoti hai berukhi bhi inaayat kabhi kabhi

    .................................................. ........
    Naa Ganwaao nawak-e-neem kash !!!!


    Naa Ganwaao nawak-e-neem kash dil-e-reza reza ganwa diya
    Jo bache hain sang samet lo tann-e-dagh dagh lut diya,

    Mere chaaraa-ger ko naveed ho safe dushmanaan ko khaber karo
    Jo qarz rakhte thay jaan per woh hissab aaj chukaa diya,

    Karo kajj jabeen pe sar-e-kaffan mere qaatilon ko gumaan na ho
    Kguroor-e-ishq kaa bankpann pase-marg hum ne bhula diya,

    Ider ik harf kushtanii yahaan laakh uzer thaa guftanii
    Jo kaha to sunn k uraadiya jo likha to pardh k mita diya,

    Jo ruke to kohe-garaan thay hum jo chale to jaan se guzar gaye
    Rahe yaar hum ne qadam qadam tujhe yaadgaar banaa diya...

  9. #9
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Smile Tum Poocho Aur Main Naa !!!

    TUM POOCHO AUR MAIN NAA !!!


    Tum poocho aur main na bataoon aisay tu halaat nahi
    Aik zara za DIL toota hai aur tu koi baat nahi...


    Kis ko khabar thee saanwlay baadal bin barsay ur jaatay hain
    Saawan aaya lekin apni QISMAT main barsaat nahi...


    Toot gaya jab DIL tu phir saason ka naghma kiya maani
    Goonj rahi hai kyun shehnaee jab koi baraat nahi...


    Meray gham-geen honay par EHBAAB hain Kyun hairaan " QATEEL "
    Jaisay mai patthar hoon meray seenay main JAZBAAT nahi...


  10. #10
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Smile DiL Say Chaha

    DiL Say Chaha

    Ek beqarari main doob ker
    Ek masti main jhoom ker
    Mohabbat ne apna Izhaar chaha!
    Zindgi main pehli baar
    Dil ne kisi ko Dil say chaha!

    Khuwaab bane Aarzoo ki tarhan
    Umeed bani Zindgi ki tarhan
    Her Ehsaas ne Iqraar chaha!
    Zindgi main pehli baar
    Dil ne kisi ko Dil se chaha!

    Atebaar ka haath thaam ker
    Yaadon ko hamraah le ker
    Is Masoom ne be-ikhtiyaar chaha!
    Zindgi main pehli baar
    Dil ne kisi ko Dil se chaha!

    Ek khoobsurat Etminaan ki tarhan
    Tum hue hamari DUA ki tarhan
    Hum ne tumhain Toot ker chaha!
    Zindgi main pehli baar
    Dil ne kisi ko Dil se chaha

  11. #11
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Smile Musafir to bichertay hain rafaqat kub milti hay--

    Musafir to bichertay hain rafaqat kub milti hay--
    Muhabbat zinda rehti hay muhabbat kub badalti hay--
    Tum hi ko chahtay hain tum hi ko piyar kertay hain--
    Yahi berson say aadat hay aur aadat kub badalti hay--
    tumhain jo yad rakha hay yahi apni ebadat hay--
    jo pather pay likhi jae ebarat kub badalti hay--
    Kli ka phol buna aur bikher jana muqader hay--
    Yahi qano-e-fitrat hay aur fitrat kub badalti hay--
    Jo dil pay naqsh ker jaee aur aankhon main simat aaee--
    Alamat hay ya chahat ki aur chahat kub badalti hay--
    usay chaha usay poja yahi touqer hay apni--
    humain gumrah na samjho ebadat kub badalti hay--
    puranay zakham ko Arshad bhula daina hi acha hay--
    na chahay aap hi koe to qismat kub bdalti hay


  12. #12
    Pagal_Azeem is offline Member
    Last Online
    31st January 2010 @ 11:09 PM
    Join Date
    11 Sep 2007
    Location
    kat gaee umer magar izhar karna na aya..afsoos
    Age
    34
    Posts
    1,493
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Smile Main nay roka bhi nahi aur wo tehra bhi nahi

    Main nay roka bhi nahi aur wo tehra bhi nahi
    Hadsa kia thaa jisay dil nay bhulaya bhi nahi
    Janay walon ko kahan rok saka hay koe
    Tum chalay to koe roknay wala bhi nahi
    Door w nazdeek say uthta nahi shoray zanjeer
    Aur sehra main koe naqshay kafaypa bhi nahi
    Bay niyazi say sabhi qerya-e-jan say ghuzray
    Daikhta koe nahi hay k tamasha bhi nahi
    Wo to sadyon ka safer ker k yahan puhncha tha
    Tu nay mu phair k jis shahks ko daikha bhi nahi
    Kis ko nerugi-e-ayam ki sorat dikhlaeen
    Rung urta bhi nahi naqsh taherta bhi nahi

Page 1 of 4 1234 LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 92
    Last Post: 27th September 2012, 05:40 PM
  2. SmS Collection ~~ You Can't Control Your Smile ~~ SmS Collection
    By ll_zalim_ll in forum SMS/MMS/EMS/SMSc
    Replies: 48
    Last Post: 6th March 2012, 10:43 AM
  3. My Collection 11
    By Pagal_Azeem in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 51
    Last Post: 9th June 2010, 02:40 PM
  4. My Collection 20
    By Pagal_Azeem in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 28
    Last Post: 22nd July 2009, 10:55 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •