Assalamo Ailicum! dosto meri help karain kah windows xp main jo password laga hai us ko kis tarha tora ja sakta hai ya kis tariqay sa windows main jaya ja sakta hai ye yad rakhain kah safe mode main jayin to administrator or jitnay bhi user hain sab ko password laga hoa hai plz meri help karain
Bookmarks