Aslaam-0-alaiykum umeed hai sab khrieat se hoon gaiy .mujy yeh pochna hai k adob photoshop main face pe aghar thory bht baal hoon to un ko kaisy saaf karty hain suna tha k stamp k tool se karty hain lakin kasy? main ne yahan photoshop ki taqriban sari classes check ki hain lakin mujy is k bary main likha kahin nhi mila .kia koi meri help kar sakta hai plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz
Bookmarks