Salam mera aik dost k paas aik 8gb ki usb hai us may copying slow hoti hai wo us ney kaha ta keh 4gb ka data 60 ment may copy karta hai usB ko har tarha say farmet keya magar teek nahe hoti usb ko 5 4 pc par b chak keya magar wahe masla ye masla teek hosakta hai to aip muje bataye k may us say us le lo ya nahe
Bookmarks