salam.mera naam saif hai aur main birmingham se hon.maine aap ka aik tetorial try kia hai jis main start ki jagah apni photo aur naam likhte hain.iss ki wajah se aik masla ho giya hai jis ka hal chahiye.kindly.masla ye hai k aik to maine jo picture lagai hai us ka size kafi bara tha aur wohi pic jab start ki jagah lagi to meri start wali bar ki width 3 inch ho gai hai us ke bad maine pic ka size chota kia aur phr lagai lakin nahi lag saki maine 10 dafah try kia lakin nahi lagi kyon k ab pic bitmap(143-1033)ki jagah main save hi nahi ho rahi aap ne ye to likha k save kar den lakin kaise ye nahi likha.maine kafi try kia lakin save nahi ho rahi hai whan pic.aur sath main naam b nahi aa raha hai maine sab kuch aise hi kai jaise aap ne likha hai ksi galti k bagair.aur abi tak meri strat wali bar ki width 3 inch hi hai.kindly do somthing.need ur favour.kyon k mere pas yahn nai window karne k liye cd b nahi hai.saif.ALLAH HAFIZ
Bookmarks