Results 1 to 4 of 4

Thread: aap k tetorial ki wajah se aik masla

  1. #1
    ehteshan's Avatar
    ehteshan is offline Junior Member
    Last Online
    23rd October 2009 @ 10:35 PM
    Join Date
    29 Sep 2007
    Location
    Italy
    Posts
    29
    Threads
    8
    Credits
    985
    Thanked
    0

    Default aap k tetorial ki wajah se aik masla

    salam.mera naam saif hai aur main birmingham se hon.maine aap ka aik tetorial try kia hai jis main start ki jagah apni photo aur naam likhte hain.iss ki wajah se aik masla ho giya hai jis ka hal chahiye.kindly.masla ye hai k aik to maine jo picture lagai hai us ka size kafi bara tha aur wohi pic jab start ki jagah lagi to meri start wali bar ki width 3 inch ho gai hai us ke bad maine pic ka size chota kia aur phr lagai lakin nahi lag saki maine 10 dafah try kia lakin nahi lagi kyon k ab pic bitmap(143-1033)ki jagah main save hi nahi ho rahi aap ne ye to likha k save kar den lakin kaise ye nahi likha.maine kafi try kia lakin save nahi ho rahi hai whan pic.aur sath main naam b nahi aa raha hai maine sab kuch aise hi kai jaise aap ne likha hai ksi galti k bagair.aur abi tak meri strat wali bar ki width 3 inch hi hai.kindly do somthing.need ur favour.kyon k mere pas yahn nai window karne k liye cd b nahi hai.saif.ALLAH HAFIZ
    (salam)

  2. #2
    rafi_0300's Avatar
    rafi_0300 is offline Advance Member
    Last Online
    17th November 2019 @ 02:39 AM
    Join Date
    02 Aug 2007
    Location
    karachi
    Age
    45
    Posts
    836
    Threads
    127
    Credits
    0
    Thanked
    14

    Default

    apko apna nam likhne ka zada shoq hay na bhai ab bhugto windows ki orignalety ko nahe cherrna chahye warna parob ho jati hay window may

  3. #3
    ehteshan's Avatar
    ehteshan is offline Junior Member
    Last Online
    23rd October 2009 @ 10:35 PM
    Join Date
    29 Sep 2007
    Location
    Italy
    Posts
    29
    Threads
    8
    Credits
    985
    Thanked
    0

    Default Unable to compalete geniuine window validation


    Sir mein ek window xp professional downlaod ki hai and after installation
    right hand par neechay ek messege show hota hai that * UNABLE TO COMPALETE GENIUINE WINDOW VALIDATION *
    koi bahi bata sakta hai kay yeh problam kaisay solve ho gi plz coz main yahan italy main new window nahi buy kar sakta. its too expensive

  4. #4
    faharalikhan is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd September 2012 @ 01:18 PM
    Join Date
    25 Nov 2007
    Location
    Sargodha
    Posts
    215
    Threads
    10
    Credits
    1,060
    Thanked
    5

    Default

    Bhai jan ap nay window ki updates download ki hon gi..bhai hum jo windows use kartay hain wo Geniune hoti..yeh sirf us windows pay install ho saken gi jo registered ho gi MICROSOFT walon sey aur purchase ki ho gi...
    umeed hai ap samjh gay hon gay...

Similar Threads

  1. Kya wajah hai?????
    By shahzadaa in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 3
    Last Post: 17th September 2009, 02:56 PM
  2. wajah
    By hina90 in forum Tanz-o-Mazah
    Replies: 6
    Last Post: 30th July 2009, 01:08 AM
  3. Wajah?
    By waqar555 in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 3
    Last Post: 20th July 2009, 11:58 PM
  4. >>Wajah<<
    By Yaad in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 12
    Last Post: 24th May 2009, 05:08 AM
  5. Wajah
    By Fasih ud Din in forum Tanz-o-Mazah
    Replies: 12
    Last Post: 2nd August 2008, 05:00 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •