naveed iqbal said:
sab doston kay reply ka shukriya
derasal bat ye hay keh yehan sab hi sunjida sunjida say nezer a rehay thay to main nay socha keh kuch different bat ki jae takeh sab fresh ho jain
mujhay ask an expert sab say zeyada pasand hay is liye bhi keh yehan say mujhay irfan jesa acha dost mela
main shaid kuch ersa itd join na ker sakon is liye jatay jatay kuch aur tereh ka kerna chahta tha
mind mut kijeye ga
yasir bhai aap ka bhi shukriya keh aap nay mujhay pehchana
Bookmarks