Umeed karta hoon k allah k karam se app sab theek honge...mere pass hp notebook 6715b hai .ismain prblem yeh arha hai k maine chrger theek karwaya hai qk pehle charge nahi karha tha.ab charger theek hua hai tou charge tou karha hai lakin battery 0% par hi hai.only AC adpter k through chal rha hai..kya masla hoskta hai koi bata sakta hai?




THANKS IN ADVNACE