Aasalam-o-Alikum!
Muje koi ya btaee ga ke main 1 cd/dvd main appne software 1 sath hi kasse install karo....
muje ek software mila hai laken us main software ka name ata hai laken main chahta hon ke jab main Cd Rom main cd enter karon to automatic software install ho jaenn yan mare appne name se software open hon.....agher ksi ko pata hai to zaroor btaee.. thanks