Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 18

Thread: What Is meant by Spamming @itdunya.com

  1. #1
    A.A.Yasir's Avatar
    A.A.Yasir is offline Senior Member+
    Last Online
    17th December 2010 @ 05:18 PM
    Join Date
    27 Oct 2007
    Posts
    1,777
    Threads
    159
    Credits
    945
    Thanked
    3

    Default What Is meant by Spamming @itdunya.com



    Hope u will be fine..

    Mera itd Management / Mod/ Super mods / Expert/ VIP Memmber say sawal hay k please Tell me k yahan spamming ki ijaazt nahi hay to spamming say aap log kya muraad letay ho??

    Kya aik he thread main Back to back messages kerna spamming hay? ya aik section main musalsal aik he dam 20,25 thread banana spamming hay??

    Jis Din say Challa Hoon, Meri Manzil pe Nazar hay

  2. #2
    Leon's Avatar
    Leon is offline Advance Member
    Last Online
    6th June 2023 @ 05:52 PM
    Join Date
    28 Aug 2007
    Posts
    2,458
    Threads
    150
    Credits
    1,528
    Thanked
    0

    Default

    Jee brother,
    Kisi thread main back to back faltooo message karna bhi spamming kehlata hai, lekin agar useful messages hon to nahin kehlata, Isi tarhan duplicate threads bhejna spamming kehlata hai..
    Most importantly, Kisi aur site ka mawaad yahan share karna spamming kehlata hai, aur us par warning bhi issue ki jaati hai.

  3. #3
    A.A.Yasir's Avatar
    A.A.Yasir is offline Senior Member+
    Last Online
    17th December 2010 @ 05:18 PM
    Join Date
    27 Oct 2007
    Posts
    1,777
    Threads
    159
    Credits
    945
    Thanked
    3

    Default

    Kya aik section main musalsil Thread Banatay jaana spamming nahi hay?? Yaani her mint k bad aik thread bana dya jaye..?

  4. #4
    Leon's Avatar
    Leon is offline Advance Member
    Last Online
    6th June 2023 @ 05:52 PM
    Join Date
    28 Aug 2007
    Posts
    2,458
    Threads
    150
    Credits
    1,528
    Thanked
    0

    Default

    Quote A.A.Yasir said: View Post
    Kya aik section main musalsil Thread Banatay jaana spamming nahi hay?? Yaani her mint k bad aik thread bana dya jaye..?
    Pata nahin bro, yeh aap ko koi senior team member hi bata sakta hai..

  5. #5
    A.A.Yasir's Avatar
    A.A.Yasir is offline Senior Member+
    Last Online
    17th December 2010 @ 05:18 PM
    Join Date
    27 Oct 2007
    Posts
    1,777
    Threads
    159
    Credits
    945
    Thanked
    3

    Default

    Its Ok bhaai Jaan..
    Wait kertay hain Shayed kisi Senior member ki nazar idhar parr jaye

  6. #6
    Join Date
    04 Jul 2007
    Location
    Multan
    Age
    28
    Posts
    501
    Threads
    66
    Credits
    1,359
    Thanked
    7

    Default

    Yar mujay bhee nahi pata spaming kia hoti hay

  7. #7
    faharalikhan is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd September 2012 @ 01:18 PM
    Join Date
    25 Nov 2007
    Location
    Sargodha
    Posts
    215
    Threads
    10
    Credits
    1,060
    Thanked
    5

    Default

    mujhy bhi nahen pata kia hoti hai plz bata den aur yeh bhi bata den keh aik Thread main kitnay msg karna spamming main aata hai

  8. #8
    A.A.Yasir's Avatar
    A.A.Yasir is offline Senior Member+
    Last Online
    17th December 2010 @ 05:18 PM
    Join Date
    27 Oct 2007
    Posts
    1,777
    Threads
    159
    Credits
    945
    Thanked
    3

    Default

    abhi tak kisi itd expert ya Managment k member nay isi visit nahi kya werna shayed wo reply ker deta

  9. #9
    Irfan_Qureshi's Avatar
    Irfan_Qureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2013 @ 05:21 AM
    Join Date
    03 Jan 2007
    Age
    39
    Posts
    1,085
    Threads
    15
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    jesa ke leon bhai ne spamming ke bare me batay he wo bilkul theek he me mazeed ise asan lafzon me bata deta hoon

    kisi aik jaisi single post ya thread ko bar bar send karna spamming he

    ager ap spamming ko overall dekhen to kisi aik same messege ko kaye logon me taqseem karna spamming hoti he

    ise email ke through bhi kia jata he buhet se logon ki email grab kar ke un per kisi aik single messege ko send kar dia jata he that is spamming

    ye kisi product ki advertisment bhi hosakti he ya phir apne webpage blog ya kisi bhi cheez ki add

    ager mere site ka name he www.anysite.com aur me yahan it dunya ke members ke ids per ise pm kardoon ke "plz visit my site aur site ka link doon " ager me is aik messege ko sirf aik member ke id per send karoon aur us member ka is se concern bhi ho tab no problem

    lekin ager me is messege ko 1 ya aik se zyada members ko pm kar doon aur un ka is se concern bhi na ho to ye spamming he

    akser ap ke mobile per kis company ke product ke bare me sms ata he wo sirf ap ko hi nahi balke randomly tamam logon ke pass jaye to ye spamming hi hoti he

    ap aik hi jese messege ke flood ko spamming kehte hen

    lekin ager sirf aik hi messege ho aur wo kisi aik hi person ko send kar dia jaye

    aur us person ko is se koi concern na ho ye bhi spamming hoti he is soorat me flood ki zaroorat nahi

    itdunya me ager me wohi messege "plz visit my site aur site ka link doon " ise beshak aik post me aik bar doon aur us post me us ka koi talluq na ho to ye bhi spamming he

    q ke yahi messege me aur thread jo kisi bhi section me pare hoon wahan bhi karoon ga (common sense ki bat he)

    beshak ye har thread me single messege hoga lekin without concern ye bhi spamming he



  10. #10
    A.A.Yasir's Avatar
    A.A.Yasir is offline Senior Member+
    Last Online
    17th December 2010 @ 05:18 PM
    Join Date
    27 Oct 2007
    Posts
    1,777
    Threads
    159
    Credits
    945
    Thanked
    3

    Default

    Sab say pehlay to shukrya for reply

    agar main suppose urdu adab section/tanz-o-mazah section main different threads post karoon...laiken her thread main new data ho...laiken main wo sab thread aik dam post ker doon to kya ye spamming nahi hay k her 2, second bad mera new thread aa jaye aik list banti jaaye??

  11. #11
    Irfan_Qureshi's Avatar
    Irfan_Qureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2013 @ 05:21 AM
    Join Date
    03 Jan 2007
    Age
    39
    Posts
    1,085
    Threads
    15
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    Quote A.A.Yasir said: View Post
    Sab say pehlay to shukrya for reply

    agar main suppose urdu adab section/tanz-o-mazah section main different threads post karoon...laiken her thread main new data ho...laiken main wo sab thread aik dam post ker doon to kya ye spamming nahi hay k her 2, second bad mera new thread aa jaye aik list banti jaaye??

    dekhye spamming se bachne ke liye her post , thread , mail in sab ke liye it dunya per time limit he

    lekin ap ke diffrent thread lagatar send karna spamming nahi he aur ye bilkul spamming me nahi ata

  12. #12
    Laique Shah is offline Senior Member
    Last Online
    24th August 2009 @ 07:21 PM
    Join Date
    05 Feb 2007
    Location
    ITDunya
    Posts
    3,212
    Threads
    109
    Thanked
    0

    Default

    Quote Irfan_Qureshi said: View Post
    jesa ke leon bhai ne spamming ke bare me batay he wo bilkul theek he me mazeed ise asan lafzon me bata deta hoon

    kisi aik jaisi single post ya thread ko bar bar send karna spamming he

    ager ap spamming ko overall dekhen to kisi aik same messege ko kaye logon me taqseem karna spamming hoti he

    ise email ke through bhi kia jata he buhet se logon ki email grab kar ke un per kisi aik single messege ko send kar dia jata he that is spamming

    ye kisi product ki advertisment bhi hosakti he ya phir apne webpage blog ya kisi bhi cheez ki add

    ager mere site ka name he www.anysite.com aur me yahan it dunya ke members ke ids per ise pm kardoon ke "plz visit my site aur site ka link doon " ager me is aik messege ko sirf aik member ke id per send karoon aur us member ka is se concern bhi ho tab no problem

    lekin ager me is messege ko 1 ya aik se zyada members ko pm kar doon aur un ka is se concern bhi na ho to ye spamming he

    akser ap ke mobile per kis company ke product ke bare me sms ata he wo sirf ap ko hi nahi balke randomly tamam logon ke pass jaye to ye spamming hi hoti he

    ap aik hi jese messege ke flood ko spamming kehte hen

    lekin ager sirf aik hi messege ho aur wo kisi aik hi person ko send kar dia jaye

    aur us person ko is se koi concern na ho ye bhi spamming hoti he is soorat me flood ki zaroorat nahi

    itdunya me ager me wohi messege "plz visit my site aur site ka link doon " ise beshak aik post me aik bar doon aur us post me us ka koi talluq na ho to ye bhi spamming he

    q ke yahi messege me aur thread jo kisi bhi section me pare hoon wahan bhi karoon ga (common sense ki bat he)

    beshak ye har thread me single messege hoga lekin without concern ye bhi spamming he
    Good Irfan Bahi.....
    baas may tora sa Ezafa karta chaloon....kay ITD may haam spamming say ya murad laytay haan kay kisi dosray member ya kisi dosray site ka mawaad apnay name say shaya kara....yani aasaan lafzoon may kisi dosray ka kaam ya mahnat ko chori kar kay apnay name say post karna spamming kahlata hay....

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. What is meant by this???
    By jawwad_malik in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 5
    Last Post: 25th November 2013, 08:33 PM
  2. wat is meant by sensitivty & impadanse?
    By Aqeel71 in forum Baat cheet
    Replies: 4
    Last Post: 25th December 2012, 11:05 PM
  3. Solved what is meant by selling links and PR?
    By Abdullah1 in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 5
    Last Post: 23rd November 2011, 06:14 PM
  4. what is meant by infraction?
    By zulfi721 in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 7
    Last Post: 3rd July 2010, 11:42 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •