Pakistan bhar mai dishes, plates aur doosray bartan July k pehlay weekend pe ehtijaaj kartay huway daikhay gyay.. Unn ki demand ye thee k hamain kitchens mai proper safai k bagair chor dia jaata hai.. bartan apni shikayaat le k streets pe nikal ayay thay..
Lekin Aj VIM ne ye unn se wa'ada kia hai k ek wipe k saath unn ki safaaii mumkin banai jae gi.. aur issi promise pe aitamaad kar k bartan aj jashan manatay huway payay gyay.. Pakistan Bharr mai celebrations daikhnay mai aen.. Mai ne bhe pics leen aur yahan attach ki hain so that ap bhe unn ki celebration mai unn ka saathh dai sakain..
VIM ek aisa solution bann k aaya hai jo baratanon ko chiknai se aazad karay ga sirf ek hee dafa istamaal se.. One Wipe Solution ne Plates, Dishes aur glasses sabb ko khush kar diya hai.. Streets pe, markets mai ye manzarr daikhnay se ta'luq rakhta hai.. aj khushi ki lehar hai Pakistan mai.. facebuk pe visit karain bartanlive
Bookmarks