brothers mera aik bohut bara masla hai dsl k bare main. main jab mozila open karta hun to woh looking par thehr jata hai aur connecting nahin hota. jab k task bar main networkin k symbol par aisy hota hai jaisy internet aa raha hai. reapear, disable aur enable waghera bhi hota hai. phir 15 mint bad ya thori dair bad khud set ho jata hai. ap bata denge ye kyun hota hai es tarah.