salam
main jab apna system start karta hon tu 1801 - Microcode Patch Error ata hai. main ne HP ke site se BIOS ka patch kia hai magar jab main wo install karta hon tu mujhy kaha jata hai k place destination disk in drive A. AB MUJHY yeh nahe pta k yes drive A se kia murad hai aor main kis qisam ki disk place karon.plz experts help me on urgent basis.
Bookmarks