umid karta hun ap sab allah ka fazal-o-karam sa khariat sa hon ga.
muja 2 chizon ka bara mai information chahiya thi.mai na bohat search ki ha magar koi faida nahi hoa.
plz ap muja window banana sikha sakta hain.plz muja is bara mai zaror guide karain kyon ka mai apne waladain ko kuch kar ka dikhana chahata hun.muja bohat umid ha ka muja is website sa zaror help mila gi.

dusri chiz jo mai puchna chahata hun wo ya ha ka is website par apna username kaisa change karta hain.
THANKS
waiting for your rply