kya haal hain sab k???
dosto mujhe CCNA ki tayyari karni hai..
tayyari to main kar raha hun lekin problem yeh hai k main baghair tutor k tayyari kar raha hun, jo mere liye bohat mushkil ho gayi hai..
main Forum pe request karunga k CCNA ki class bhi starat karain,
aur please jald karain, agar aisa mumkin nahi to.... aap meri madad karain
Shukran...
Bookmarks