Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 18

Thread: plz help me plz plz plz

  1. #1
    junoonksa is offline Senior Member+
    Last Online
    26th December 2012 @ 07:58 PM
    Join Date
    28 Apr 2007
    Posts
    103
    Threads
    10
    Credits
    980
    Thanked
    0

    Default plz help me plz plz plz

    assalamualikum .

    2 din se mujhe koi pareshan kar raha hai main jahan job karta hoon wahan local network hai ab jab bhi main apnay computer main kaam karta hoon to koi hacker mere system ki files cheked kar raha hota hai agar main net use kar raha hota hoon to usay pata chal jata hai ke main nay koun se website open ki hoi hai ab main system main apna koi deta bhi nahi rakh sakta nahi to woh sahab mera deta bhi chori kar laitay hain kia woh ip address se meray system main enter ho saktay hain plz help me if you can .or us se bachnay ka tareqa bhi batay plz.

    with best regard

    ******

  2. #2
    A.A.Yasir's Avatar
    A.A.Yasir is offline Senior Member+
    Last Online
    17th December 2010 @ 05:18 PM
    Join Date
    27 Oct 2007
    Posts
    1,777
    Threads
    159
    Credits
    945
    Thanked
    3

    Default

    Is k baaray main Mujhy zyada to nahi pata I think Firewall aap ka masla hal kar day gi

    Baaqi itd Expert he bata saktay hain
    Jis Din say Challa Hoon, Meri Manzil pe Nazar hay

  3. #3
    Love_bird's Avatar
    Love_bird is offline Senior Member
    Last Online
    13th May 2019 @ 08:49 AM
    Join Date
    21 Nov 2006
    Location
    Europ K Khawaboon Mein
    Posts
    999
    Threads
    23
    Credits
    1,249
    Thanked
    0

    Default

    apnay system ki sharing band kar day aru apnay system kay accont ka pswd chang kar day administrator ka special

    hiden sharing b band kar day kesi kesam ki sharing na hooo aap kay system par
    ho sakay tu ip b change kartay rehay

    aur panda firwal antivirus kar lay insatall koi in aur out ki hoo g tu puchay ye aap out ho rehay honay doo ye a rha hay onay doo
    MFA site not allowed, ITDunya team

  4. #4
    adnmirza's Avatar
    adnmirza is offline Advance Member
    Last Online
    17th October 2023 @ 09:15 PM
    Join Date
    06 Dec 2007
    Location
    Roshniyoon Ka Shaher
    Posts
    2,615
    Threads
    437
    Credits
    1,343
    Thanked
    18

    Talking

    mere dost sab se phele ek baat jo app ka data hack kar rah ahai kia awoh app ke office mai app ke saath hai ?

    ager hai to sab se phele app ko ye dekhna hai ke app ke computer mai us ne koi software to installed nahin kar diya jaise ke mai jo pic app ko bhej raha hon ye ek remote software ki pic hai is mai app ko ek red icon aur ek blue inco dekh raha hai app apni taskbar system tray mai dekhain kahin is tarhan ka koi software to run nahin ho raha app ke system start kartehi

    system tray mai jab red icon show ho raha hoga to koi app ke system ko dekh raha hoga

    aur jab blue hoga to nahin dekh raha hon

    is software ka naam Remote Administrator hai aur is ki short meaning Radmin hai
    Attached Images Attached Images  

  5. #5
    junoonksa is offline Senior Member+
    Last Online
    26th December 2012 @ 07:58 PM
    Join Date
    28 Apr 2007
    Posts
    103
    Threads
    10
    Credits
    980
    Thanked
    0

    Default

    Quote Love_bird said: View Post
    apnay system ki sharing band kar day aru apnay system kay accont ka pswd chang kar day administrator ka special

    hiden sharing b band kar day kesi kesam ki sharing na hooo aap kay system par
    ho sakay tu ip b change kartay rehay

    aur panda firwal antivirus kar lay insatall koi in aur out ki hoo g tu puchay ye aap out ho rehay honay doo ye a rha hay onay doo

    Dear Love-bird meray system per koi sharing nahi hoi hai jo banda meray system ki files checked kar raha hai us ke pass administrator login hai laikin us ka IT se koi link nahi hai bus company nay us ko administrator bana dia hai laikin ab woh har klisi ke system may enter ho raha hai mujhe bas koi aisa tareeqa bada day ke main agar koi cheez download karoon to woh daikh na sakay or meri files ko copy na kar sakay woh yeh sub mazak main kar raha hai laikin aisa mazak acha nahi hota meri kuch importents files rakhi hoi hain plz agar aap kuch kar saktay hain to batay .

  6. #6
    junoonksa is offline Senior Member+
    Last Online
    26th December 2012 @ 07:58 PM
    Join Date
    28 Apr 2007
    Posts
    103
    Threads
    10
    Credits
    980
    Thanked
    0

    Default

    Quote adnmirza said: View Post
    mere dost sab se phele ek baat jo app ka data hack kar rah ahai kia awoh app ke office mai app ke saath hai ?

    ager hai to sab se phele app ko ye dekhna hai ke app ke computer mai us ne koi software to installed nahin kar diya jaise ke mai jo pic app ko bhej raha hon ye ek remote software ki pic hai is mai app ko ek red icon aur ek blue inco dekh raha hai app apni taskbar system tray mai dekhain kahin is tarhan ka koi software to run nahin ho raha app ke system start kartehi

    system tray mai jab red icon show ho raha hoga to koi app ke system ko dekh raha hoga

    aur jab blue hoga to nahin dekh raha hon

    is software ka naam Remote Administrator hai aur is ki short meaning Radmin hai

    dear friend
    jo mera data hacked kart raha hai woh office ka hi banda hai laikin doosray department ka main fleet department main hota hoon or woh costumer and services main bus us ko hamaray it ke manager nay administrator ka access day dia hai main bus itna chahta hoon ke woh meray system ki files ko copy Na karay or main jo kuch download kar raha hoon usay woh na daikh sakay ya kuch aisa tareeqa bata dain ke main jab download karoon to files direct hide folder main jay jo ke woh na daikh sakay .or haan aap nay jo softwere bataha hai aisa koi softwere meray system main install nahi hai haan aik baar us nay hamaay computer ka IP address lia tha .now plz help me .

  7. #7
    ITKING's Avatar
    ITKING is offline Senior Member+
    Last Online
    27th January 2012 @ 10:10 PM
    Join Date
    12 Sep 2006
    Location
    Riyadh, KSA
    Posts
    3,564
    Threads
    94
    Credits
    970
    Thanked
    142

    Default

    main kuch points bta raha houn un pe amal karo kub woh access nae kur sukey na

    1) apni firewall on kurien..
    2) neechey wali pic follow kurien (tools->folder option->view)




    3) ap administrator ka password aesa rukhien "junoo " means ke ap apney password ke shiroon main ya end main 3 ya 4 dafa spaces de dein... (may be os ne ap ke system pe hidden Remote keylogger kya hua hia jo ap ka password check kur read kur ke os ko bta deta hia......

    I think yeh 3 simple kaam kurney se ap ki problem solve ho jaye ge...

  8. #8
    sherazsa is offline Junior Member
    Last Online
    11th October 2008 @ 11:09 AM
    Join Date
    27 Oct 2007
    Location
    lahore
    Posts
    5
    Threads
    1
    Credits
    985
    Thanked
    0

    Default

    dear main app kobatata hoon kih wo koon hai aur kisay kar raha hai
    wo app ka it admin hai yeh koi aur dost jis nay apnay system par koi remot software keya howa hai.
    is remote software say wo app k desktop ko bhi access kar sakta hai and dekh sakta ahi akih app kia kar rhay hoo.
    or app k system ka data bhi check kar sakta hai
    us nay app k sytem par us remote software ka client software instal keya howa hai...
    yeh soft ware yeh ho sakty hain

    goverlan
    netop
    etc.

    app add remove program man ja kar check karoo u\and usa\\\\delete kar dooo wahan say...

  9. #9
    ITKING's Avatar
    ITKING is offline Senior Member+
    Last Online
    27th January 2012 @ 10:10 PM
    Join Date
    12 Sep 2006
    Location
    Riyadh, KSA
    Posts
    3,564
    Threads
    94
    Credits
    970
    Thanked
    142

    Default

    Quote sherazsa said: View Post
    dear main app kobatata hoon kih wo koon hai aur kisay kar raha hai
    wo app ka it admin hai yeh koi aur dost jis nay apnay system par koi remot software keya howa hai.
    is remote software say wo app k desktop ko bhi access kar sakta hai and dekh sakta ahi akih app kia kar rhay hoo.
    or app k system ka data bhi check kar sakta hai
    us nay app k sytem par us remote software ka client software instal keya howa hai...
    yeh soft ware yeh ho sakty hain

    goverlan
    netop
    etc.

    app add remove program man ja kar check karoo u\and usa\\\\delete kar dooo wahan say...

    yeh chez main ne mesion kur di thi apney reply main janab....
    jo software (mostly called keylogger or spy softwares) remotely hotey hian woh add/remove main nae atey....

  10. #10
    Join Date
    17 Nov 2007
    Location
    Ali Hassan SIALKOT Praim Nager
    Age
    34
    Posts
    4,535
    Threads
    93
    Thanked
    12

    Default

    prechan na hoo fire waal install ker looo

  11. #11
    aneestanha's Avatar
    aneestanha is offline Advance Member
    Last Online
    10th October 2022 @ 05:31 AM
    Join Date
    10 Nov 2007
    Location
    Apkai dil may
    Gender
    Male
    Posts
    668
    Threads
    74
    Credits
    1,264
    Thanked
    14

    Default

    ap ka kamho ghaya ya nahi

  12. #12
    Sinbad's Avatar
    Sinbad is offline Senior Member
    Last Online
    3rd April 2018 @ 10:55 PM
    Join Date
    04 Jan 2008
    Posts
    2,452
    Threads
    178
    Credits
    59
    Thanked
    7

    Default

    i think koi key logger ya trojan use kar raha hai..ap ka pc ko hack karna ka lia..app pc format kar dye..sara drives...ais lia ka kuch trojans abb detect be nahi hota antvirus sa...aur koi acha anti virus install kar lee jaisa ka Symantec Antivirus .....ip ka zarya hacking bohat advance feature hai....i think u got a trojan........

Page 1 of 2 12 LastLast

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •