Hi friends this is my computer requirements
Intel D865glc
Processor: 2.6/512kb/533mhz
Ram :512mb
Hardisk:160GB
mein pahley intel d845grg board use karta tha magar uss par speed kuch behter thi,,zayda nahi kuch behter thi

mein ny 3.0/1mb
processor bhi apney system mein laga kar dekh lia hai
magar speed abhi bhi same hai
problem yeh hai yeh jo window xp boot screen hai iss mein aik line hai jo blue colour ki hai



yeh line taqreeban jab bhi mein pc start karta hon 25 bar chalti hai or pher 6 second baad desktop show hota hai

merey computer ky tamam parts 100% theek hein kisi mein koi problem nahi hai,,
or naa mera system kabhi hang howa hai Non-branded hai,,
meri hardisk 50% free hai
magar mujhey yeh samaj nahi aa raha
speed slow kue hai?
jabky mein ny dekha hai
window xp boot line sirf 5 sy 6 bar chalti hai pher 3 second mein desktop aa jata hai
pls meri iss barey mein help karain