Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 17

Thread: koi esa hai jo mera help kar sakta hai?

  1. #1
    zohaib696 is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd September 2013 @ 01:15 AM
    Join Date
    16 Feb 2009
    Location
    Karachi
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    344
    Threads
    138
    Credits
    940
    Thanked
    9

    Default koi esa hai jo mera help kar sakta hai?

    Assalamualaikum doston mein bht badi museebat mein phansa hoo plz koi mera help kare mein umar bhar us ka ehsaan mand rahunga. mene bachelor degree balochistan se physics, math and chemistry mein kiya hai us time muje kuch khaas nhi pata mere father ne lagwaya magar mera shok interest . software engineer , hardware , IT , technology , wagera me h hope you understand ab agar kabhi mein kisi master mein admission lena chahta hoo for example computer science tho us k liye mere bachlor degree zaruri h computer sci me ho plz koi esa institute wagera bata dein jahan mein asaani se jaa sakun or basic se le kar mujeh expert bana dein or din raat wahan scientist ki tarhan lage rahein plz mera bht time waste hua he jaldi bata dein plz mein kiya karun

  2. #2
    Doctor_rana's Avatar
    Doctor_rana is offline Senior Member
    Last Online
    20th December 2012 @ 07:12 PM
    Join Date
    09 Feb 2010
    Gender
    Male
    Posts
    4,761
    Threads
    192
    Thanked
    1167

    Default

    g janab aap mcs kr len.mcs k liy boht c univercsities ki koi requirement nhi hoti i mean aap kr sktay hen.mcs k bad aap kisi bhi field me specialization kr len .yani software ,networking,designing,jb aap mcs kren gay to aap ko sub smj ajay ga

  3. #3
    Mehar_haseeb's Avatar
    Mehar_haseeb is offline Senior Member+
    Last Online
    2nd February 2024 @ 11:54 AM
    Join Date
    20 Jan 2011
    Location
    Sohdra
    Gender
    Male
    Posts
    143
    Threads
    12
    Credits
    1,293
    Thanked
    31

    Default

    Bhai ap BsIT b kr skty ho

  4. #4
    Haseeb Alamgir's Avatar
    Haseeb Alamgir is offline Super Moderator
    Last Online
    Yesterday @ 09:41 PM
    Join Date
    09 Apr 2009
    Location
    KARACHI&
    Gender
    Male
    Posts
    19,366
    Threads
    419
    Credits
    39,831
    Thanked
    1813

    Default

    امید ہے کہ آپ کا مسلہ ماہِ مبارک میں حل ہوگیا ہوگا

  5. #5
    Jantunio's Avatar
    Jantunio is offline Advance Member
    Last Online
    8th November 2021 @ 12:40 PM
    Join Date
    14 Jun 2009
    Age
    38
    Posts
    793
    Threads
    20
    Credits
    125
    Thanked
    51

    Default

    Quote Doctor_rana said: View Post
    g janab aap mcs kr len.mcs k liy boht c univercsities ki koi requirement nhi hoti i mean aap kr sktay hen.mcs k bad aap kisi bhi field me specialization kr len .yani software ,networking,designing,jb aap mcs kren gay to aap ko sub smj ajay ga
    [font] Yoy r right.......[/font]

  6. #6
    jamat ali's Avatar
    jamat ali is offline Senior Member+
    Last Online
    4th August 2014 @ 01:15 PM
    Join Date
    31 Jul 2009
    Location
    Lahore
    Age
    36
    Gender
    Male
    Posts
    716
    Threads
    61
    Credits
    823
    Thanked
    39

    Default

    je bhi app ke balochistan ke becholer degree cahl gee app Msc main Admission le saktay ho bhot se university hain app apni requiremnt ke mutabaq choose ker lo wase app is waqat balochistan main ho ya kehin or

  7. #7
    Mawara's Avatar
    Mawara is offline Senior Member+
    Last Online
    27th July 2012 @ 04:28 PM
    Join Date
    07 Dec 2010
    Location
    pata nahi ¯\(°_o)/¯
    Gender
    Female
    Posts
    1,694
    Threads
    93
    Credits
    0
    Thanked
    79

    Default

    Quote Doctor_rana said: View Post
    g janab aap mcs kr len.mcs k liy boht c univercsities ki koi requirement nhi hoti i mean aap kr sktay hen.mcs k bad aap kisi bhi field me specialization kr len .yani software ,networking,designing,jb aap mcs kren gay to aap ko sub smj ajay ga
    Agree,,,,
    Thank u
    [IMG]http://i1142.***********.com/albums/n620/Guriaa/x_3c3d477d.gif[/IMG]

  8. #8
    zohaib696 is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd September 2013 @ 01:15 AM
    Join Date
    16 Feb 2009
    Location
    Karachi
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    344
    Threads
    138
    Credits
    940
    Thanked
    9

    Default

    thanx doston for your replies jee mein karachi mein hoo . or ye ke mcs means masters in computer science mene kaafi jaga poocha he is is ke liye bcs hona zaruri hai itne marks wagera pata nahin kiya kiya . kiya universities ke ilawa esa koi idara ya institue nahi hota jo ksi cheez par expert course basic se final tak karwayein or un ki value bhi bht high ho.

  9. #9
    bais is offline Senior Member
    Last Online
    31st July 2015 @ 02:07 PM
    Join Date
    23 Aug 2008
    Location
    Izlooo
    Gender
    Male
    Posts
    3,519
    Threads
    96
    Thanked
    263

    Default

    just leave mcs just go for certification in mcse and mcitp networking ki certification hai is k papers hotae hain ap vo do aur un ma +90% score karo aur phr kissi b multinational company ma job mil sakhti hai....

  10. #10
    Join Date
    10 Jun 2009
    Age
    38
    Posts
    432
    Threads
    10
    Credits
    1,259
    Thanked
    25

    Default

    As Salam O Alaikum,

    Brother... Ap MIT ya MCS main admission le saktay ho. Har Institute ki apni apni requirements hotein hain. Jap ap ksi institute main gatay ho to complete information leya karo ap. MCS ya MIT main admission ke leye bachelor degree honi chahiye in any of following subjects (Mathematics, Physics, Computer Science, Commerce, Statistics, Economics, Engineering).

    Ab main jo problem hai wo yeh hai ke ap ne BACHELOR main computer main nahe parha aur ap ka admission Master in Computer Science(MCS) ya Master in Information Technology(MIT) main kesay ho skta hai. Us ka solution yeh hai ke ap us Institute main jis main ap MCS ya MIT main admission lena chah rahay ho un ko batao gay main Pr-Requisite courses complete krun ga phr MCS ya MIT ki course outline start krun ga. Ap ko 3 ya 4 extra courses parhnay parain gay. Aur aesa akser institute main hota hai loog apnay field se hat kr jab koe study krtay hain to un ko extra kuch courses parhnay partay hain.

    Well.. agr apko koe aur institute admission nahe de raha to ap VU main apply kr saktay ho. I am 100% sure ke ap ko us main admission mil jaye ga, Sirf ap ko Pre-Requisite courses parhnay parain gay jis main computer ke instroductory courses ho gay.

    Regards,
    Atif Raza
    MS TELECOMMUNICATION SYSTEMS
    BSCS HONORS
    CCNA & MCP CERTIFIED

  11. #11
    zohaib696 is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd September 2013 @ 01:15 AM
    Join Date
    16 Feb 2009
    Location
    Karachi
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    344
    Threads
    138
    Credits
    940
    Thanked
    9

    Default

    Quote AtifRaza said: View Post

    Nice bhai bht acha samjha rahe hein apna keemti time mere liye nikaal ke acha bhai ye jo pr-requisite course hongein wohi university waale karwaengein ya kahin or se karna hoga wese mene apni kaafi life computer wagera mein guzara he agar wo mera test le kar admission dein tho ho sakta hai?

    Kiya vu acha hota hai or karachi mein he? kyunke mujeh expert banna he bas degree nahin lena hai. agar complete procedure samjha dein kiya kiya karna hai tho aap ki badi mehrbani hogi plz bura na maane muje sach mein in universities wagera ke baare mein kuch nahin maaloom abhi thoda thoda pata chal raha hai i am weting thanx.

    and pr-requisite course kitne din ya maheenon ka hota hai?

    and yaar mene virtual university ki site bhi dekhi un ki fees bhi bht achi hai kaash karachi mein hota to mein 100% join karta.

    or bhai ye bhi bata dein ke virtual university ki education baaki saare universities ki tarhan same hein na then i am going to join to soon.

  12. #12
    zohaib696 is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd September 2013 @ 01:15 AM
    Join Date
    16 Feb 2009
    Location
    Karachi
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    344
    Threads
    138
    Credits
    940
    Thanked
    9

    Default

    and thanx all members me ap sab ki baatein note karta hoo or kuch na kuch karne ki koshish karta hoo.

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. mera koi aur num use kar sakta hai??
    By w_luck in forum Ask an Expert
    Replies: 15
    Last Post: 24th June 2012, 10:24 PM
  2. Mera Help kon kar sakta hai?
    By SAEED MHD in forum Educational Help
    Replies: 0
    Last Post: 12th December 2011, 10:04 PM
  3. Replies: 4
    Last Post: 28th November 2011, 08:59 PM
  4. Kya koi mera madad kar sakta hai?
    By Bhoot in forum Ask an Expert
    Replies: 2
    Last Post: 20th December 2008, 11:35 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •