Salam bahi mara problem yay ha k mara PC sab ghar walay use kartay hain baz okat koi aisi pic ya site khul jati ha jis ki wajah say sharmindgi uthani parti ha plz koi aisa software bata do jo porn ko khulnay he na day pahlay main anti porn use kar raha tha lakin wo expire ho jata ha plz help me
Bookmarks