Earning through internet maray liyay bilkul new cheez ha plz kya mujhay koi sab kuch bata sakta ha is k baray main aur kuch earning ka tareeka mujhay kya karna ho ga plz agar is ki koi details day sakay urdu main to bohat mahrbani ho gi thanks main 24 ghantay main say 15 ghantay internet par bay kar guzarta hn is liyay main online earning karna chahta hn kuch links b bata dijiyay ga plz