Salaam to all
kia koi muje bata sakta hai
muje C++ language karni hai
liken muje pata nai k kaha kaha par ho ga yeh
me Peshawar Cantt me rehta ho
kuch jago k name bataye plz
Capital College k bajae ,Waha me gaya tha , us teacher k pass time nai tha


or 1 or sawal yeh Pesahwar me Gunj jaga kaha par hai ?

WSLM::