Assalm o alikum
mere pc k usb achanak kaam karna chorr dete hai
yani mouse camera ya keyboard waghera
jab un ka taar nikal kar dobara lagata hoon to phir se theek hojate hai
aur mouse aksar atakta hai bhi hai usb taar ki waja se
plz koi hal bataye

aap ka usb ports mein kachra bhi 1 waja ho sakta hai
kya kisi ko nahi pata????????????
to phir ap 1 pci slot card lo jis pe usb ports hoti hain
or
usb hub laga k dekho kisi 1 port mein ager hub ki bhi sab devices 1 sath kam kerna chor dein to hardware problem
front ports masla kar rahi hain ya back wali?? agar back wali tu 1 martba window kar k daikho. aur ye btain k window kaun c use kar rahy hain.??
Bookmarks