Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 13

Thread: how to create cable ad?

  1. #1
    Iqbalpk's Avatar
    Iqbalpk is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd June 2021 @ 10:45 AM
    Join Date
    20 Aug 2009
    Location
    Multan
    Gender
    Male
    Posts
    638
    Threads
    284
    Credits
    1,140
    Thanked
    84

    Default how to create cable ad?

    salam
    mai urdu me cable ad banana chahta ho plz muje iski detail to bta de k isko creat krne k lye kis software ki zarorat hoti ha aor bnaya jata ha plz screnshots se samjha de thnx
    Last edited by Dil_Shah; 20th June 2013 at 02:32 PM.

  2. #2
    Doctor_rana's Avatar
    Doctor_rana is offline Senior Member
    Last Online
    20th December 2012 @ 07:12 PM
    Join Date
    09 Feb 2010
    Gender
    Male
    Posts
    4,761
    Threads
    192
    Thanked
    1167

    Default

    عزیز دوست
    جب آپ کیبل نیٹ ورک سے رابطہ کریں گے تو وہ آپ
    کو خود ہی بنا دیں گے۔اور اگر آپ سیکھنا چاہتے ہیں تو یہ سب
    ulead movie maker
    میں ہوتا ہے۔

  3. #3
    umair8005's Avatar
    umair8005 is offline Senior Member
    Last Online
    8th April 2019 @ 04:06 PM
    Join Date
    24 Sep 2006
    Location
    ~~ SOME 1 HEART ~~
    Posts
    8,820
    Threads
    326
    Credits
    0
    Thanked
    457

    Default

    w/salam....

    swish max use krien...easy hy...

  4. #4
    rais7716755's Avatar
    rais7716755 is offline Senior Member+
    Last Online
    25th June 2015 @ 10:33 AM
    Join Date
    26 Jun 2009
    Age
    39
    Posts
    262
    Threads
    65
    Credits
    0
    Thanked
    6

    Default

    1. Salam Dear Kisi bhi Channel par patti us waqat chal sakti hea jab tak aap kisi Cable Aprator se tv cable ki Distriboution na lea ho aur Tv cable walo k liye Cable Aprator ne 1 channel free rakha hota hea jis per aage Distributor apni cd chala sakte hea. Agar cable Aprator ne koi bhi channel free nahi kia to phir aage Distributor apni marzi ki cd nahi challa sakta.

    2. Cable per Add chalane k liye sab se pehle aap k pass Modilator hona chaye jis k zariye aap aage pure Elaqa ko apni cd dikha sakte ho .

    3. Add chalane k liye sab se pehle aap k pass Inpage , Microsoft Powerpoint aur Power Dvd hona chaye.

    4. Sab se pehle aap Power Dvd chalai aur us per koi songs ya kuch bhi play kar k Full Screen kar leay use Full Screen karne k bad Aap ne Key Board se Print Screen Sysrq ka Botton Press karna hea.

    5. Ab Aap Power poing open karey yaha aap nae Blank Slide use karni hea For Example jese aap powerpoint open karte hea to aage page per hota hea Click here to Add tital aur neche likha hota hea Click to Add subtitle in dono pattio ko aap ne khatam karna hea i mean k just Blank kar dena hea .

    6. Ab aap ne jo print screen kia tha is Blank page per aa k paste kar dena hea aur phir aap ne is slide ko pakar par full page par rakhna hea.
    Lo ji hamara Aadha kam to hogaya hea.

    7. Ab aap Inpage mea koi Add banai aur Add banane k bad aap ise jab save karey to File me ja k Export per click karey.aage eik screen aai ga use Brows karey jaha us add ko aap ne save karna ho save karne se pehle aap ne use Eps format mea save karna hea. woh aisa hoga k jab aap Browse karey geay to aap k samne 1 to woh aap se pooche ga kaha save karna hea 2nd neche jaha ham file name likhte hea us se neche hoga Encapsulated post Script Files yeh select kar k save kar lea.

    8. Ab aap power point me jai yaha aa k aap ne Insert Pic ko select kar k open karna hea aap ka matlooba patti aap ki screen per show ho jai gi.

    9. Ab aate hea main point k taraf Aap ne power point mea uper Slide show me jana hea yaha hoga Setup Show us per click karey yaha hoga Loop Continously Until ''Esc'' is per click kar k ok kare dea. Aik bar phir aap ne Slide Show me ja k Slide Transition me jana hea side per eik page open ho jai ga yaha hoga Advance Slide us me 2 option hoogeay aap ne Automatically After wali option ko click karna hea aur Apply to All slides per click kar dena hea.

    10. Ab aap ne apni patti ko select karna hea aur Slide Show me ja k Coustom Animation me jana hea side per eik page hoga yaha hoga Add Effect us per click kar yaha aap apni marzi ka Effect dea.yaha hoga Exite yaha ja k aap ne Crawl out per click kar dena hea aur neche aap ko eik slide ka khana ban jai ga us slide per aap ne clic karna hea aur Timing me jana hea yaha aap ne With previous per click karna hea aur speed apni marzi ki rakhni hea aur neche hoga Repeat agar aap ne just eik patti chalani hea to phir aap use untill next per click kar deay agar ziyda chalani hea to phir none per click karey. Ab aai Effect is me hoga To Bottom , To left aap ne jis site per patti chalani hea us per click kar dea. aur ok kar dea.

    .... Isi taraha aap ne aur patti chalane hea to phir aap ko new slide banani pery geay left side per aap ko jo slide nazar aarahi hea jo aap ne 1st time banai hea use copy kar k us k neche past kar dea aur new Add us mea dale aur Effect dea aur Maze karey.
    Ab mujhe dea Ijazat aur mujhe Apni duao me yad rakhna.
    Allah Hafiz.

  5. #5
    s_hammadnaughty is offline Junior Member
    Last Online
    26th November 2011 @ 11:11 AM
    Join Date
    13 Jun 2009
    Age
    39
    Posts
    4
    Threads
    0
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    rais7716755
    Ap ka bohat shukria ap ne humen bohat had tak ad banana sikha di par aik kam rehta hai wo yeh k yeh add banne k bad cable ya TV par display kesy hogi i mean kaunsa software hai jo isko support karta hai video ka aik alehda programe hota hai par powerpoint jab open hota hai to wo full display hota hai hum ne jab video k upar display karna hai to kese karengay iska tareqa batain mehrbani hogi

  6. #6
    s_hammadnaughty is offline Junior Member
    Last Online
    26th November 2011 @ 11:11 AM
    Join Date
    13 Jun 2009
    Age
    39
    Posts
    4
    Threads
    0
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    mera matlab hai k jab hum power dvd chalain gay to us par to video chalay gi par is pati ya add ko jo hum ne banai hai open karengay to wo to sidhi ki sidhi poray programe ko khol day gi wo video k upar aajaega aur video chup jaegi slide he nazar ayegi aur powerpoint programe nazar ayega i mean video nazar aye aur powerpoint programe nazar naa aye bus slide nazar aye video par us k lie humen kia karna hoga kindly tell me

  7. #7
    rais7716755's Avatar
    rais7716755 is offline Senior Member+
    Last Online
    25th June 2015 @ 10:33 AM
    Join Date
    26 Jun 2009
    Age
    39
    Posts
    262
    Threads
    65
    Credits
    0
    Thanked
    6

    Default

    bhai jaan jab ap patti add karo ge to wo niche aay gi screen shot dekh lo samjh jao ge
    Name:  1.jpg
Views: 1263
Size:  72.4 KB
    Name:  2.JPG
Views: 1226
Size:  76.1 KB

    is ke bad patti ko slide de do

  8. #8
    s_hammadnaughty is offline Junior Member
    Last Online
    26th November 2011 @ 11:11 AM
    Join Date
    13 Jun 2009
    Age
    39
    Posts
    4
    Threads
    0
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default cable ki pati kesay banai jati hai

    meray dost aj kal jo cable ki adds banti hain i mean jo cable main videos k upar pati chal rahi hoti hai wo video main add nai hui hoti bal k wo alehda se banai jati hai aur uski .swf file banai jati hai aur wo banti hai inpage aur corel and swish Max 2.0 ki madad se yeh 3 softwares mila kar use kiay jate hain aur aik pati tab ja kar banti hai aur wo pati phir export ki jati hai .swf file main aur wo .swf file cable waly ko di jati hai un k pas apna cable channel ka software hota hai Pakistan main jo Mostly cable software use hota hai uska nam hai CAtvMax kuch pati chalane k options to us main bhi mojod hotay hain laikin ap ne agar apni marzi ki editing karwani ho to wo swish max main banti hai aur wo files wo us cable wale software main add kar daitay hain aur time fix kar daitay hain to wo khud ba khud muqarar karda time par chal jati hai
    agar ko cable k software hasil karna chahta hai to mujh se rabta kar sakta hai
    s.hammadonline @ g mail . com

  9. #9
    Azeemonlin's Avatar
    Azeemonlin is offline Junior Member
    Last Online
    13th May 2016 @ 10:19 AM
    Join Date
    29 May 2006
    Location
    Faisalabad
    Age
    36
    Posts
    22
    Threads
    1
    Credits
    955
    Thanked
    0

    Default

    koy hal nai kuch samajh nahe aya
    ;) Raa Azeem Abbas From Faisalabad:)
    [B][COLOR="Red"]Email Address not allowed.....ITD Team[/COLOR][/B]

  10. #10
    mujtaba_jdw's Avatar
    mujtaba_jdw is offline Senior Member
    Last Online
    26th November 2017 @ 11:20 PM
    Join Date
    23 Mar 2012
    Gender
    Male
    Posts
    1,533
    Threads
    130
    Credits
    11
    Thanked
    90

    Default

    rais bhai jaisy ap nay shot dia howa hay ap dekh rahy hain main chahta hon k ap pehly ay phir khatam ho jay kisi effect k sath phir ay dekh phir us k bad koi aur word phir un ko koi effect bhi ay sath main wo kaisy banty hain ??

  11. #11
    ladlajutt's Avatar
    ladlajutt is offline Advance Member
    Last Online
    30th June 2021 @ 05:34 PM
    Join Date
    07 Aug 2012
    Location
    lhr
    Gender
    Male
    Posts
    2,007
    Threads
    99
    Credits
    19
    Thanked
    134

    Default

    swish max corel draw inpage ki zaroorat pare gi

  12. #12
    Join Date
    08 Jul 2012
    Location
    Gujranwala
    Age
    31
    Gender
    Male
    Posts
    5,031
    Threads
    217
    Thanked
    562

    Default

    Quote s_hammadnaughty said: View Post
    meray dost aj kal jo cable ki adds banti hain i mean jo cable main videos k upar pati chal rahi hoti hai wo video main add nai hui hoti bal k wo alehda se banai jati hai aur uski .swf file banai jati hai aur wo banti hai inpage aur corel and swish Max 2.0 ki madad se yeh 3 softwares mila kar use kiay jate hain aur aik pati tab ja kar banti hai aur wo pati phir export ki jati hai .swf file main aur wo .swf file cable waly ko di jati hai un k pas apna cable channel ka software hota hai Pakistan main jo Mostly cable software use hota hai uska nam hai CAtvMax kuch pati chalane k options to us main bhi mojod hotay hain laikin ap ne agar apni marzi ki editing karwani ho to wo swish max main banti hai aur wo files wo us cable wale software main add kar daitay hain aur time fix kar daitay hain to wo khud ba khud muqarar karda time par chal jati hai
    agar ko cable k software hasil karna chahta hai to mujh se rabta kar sakta hai
    s.hammadonline @ g mail . com
    Email Adress no Allow

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. How to make Cross Cable & Straight Cable?
    By Zaara in forum Computer Networking
    Replies: 215
    Last Post: 9th October 2016, 07:05 AM
  2. cable k bagair cable channel kaisy dhaik sakty hy
    By majid_dj in forum Ask an Expert
    Replies: 2
    Last Post: 17th March 2015, 06:39 PM
  3. is nokia cable ca101 and bb data cable same
    By nasirsultanaasi in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 5
    Last Post: 11th July 2013, 10:37 PM
  4. How to create tv cable add?
    By best of luck in forum Ask an Expert
    Replies: 1
    Last Post: 28th May 2013, 04:14 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •