meri problem yeh hay k main jab pc main 3d card laga ta hon to compuer hang ho jata hay kya koi bata skta hay kya masla hay
meri problem yeh hay k main jab pc main 3d card laga ta hon to compuer hang ho jata hay kya koi bata skta hay kya masla hay
Sallam bahi!
Pahla thu aap 3d card check kary koyi oor system may k os may tek hy ya nahe.
Agr tek hy tu per aapny system ka AGP slot saaf kary agr per b nahe howa ya tu slot kharab hoga ya aap ka system os 3D card ko support nahe krta.
Thanks
drivers upgrade kar lo 3d card k....
Ap apny computer k slot ko saaf karein aur yeh bhi daikhein k ap k PC ki power supply itni power dy rahi hy k ap apny system mein 3d card laga sakein !!!!
Bhai ap ka 3d card mein koi masla ho sekhta hai or yeh b k ap k slot us ko sppot na ker rahi hn.
:bbp:
sirf vindow upgrade kareen ya 3d card laga kar new window kareen
Bhai agar info hai ap ko PC k bare mai toh toh ap Experts k batoo par ammal karain agar nahe toh please kisi Hardware shop se link karian
koi nuksan bhe ho sakta hai ap k pc ka kisi mistake ki soorat mai
Bookmarks