Results 1 to 4 of 4

Thread: I NeedYour Help

  1. #1
    ALI NOOR's Avatar
    ALI NOOR is offline Senior Member+
    Last Online
    7th February 2024 @ 11:57 AM
    Join Date
    13 Apr 2006
    Location
    Lahore
    Posts
    463
    Threads
    142
    Credits
    1,327
    Thanked
    3

    Default I NeedYour Help

    Assalim-o-Alaikum
    kya haal hai itdunya ke sub members ka ummed hai ke sab thek honge please mujhe koi ye batay ga ke jab main apne pc per koi game khelta hoon to baaz oqat processer ka fan bohat tezi se chalne lag jata hai or agar is doraan cpu to haat lagaeen to vibration mehsoos hoti hai mera pc (p4 celeron r)hai taqrebaan 2 maa hoe hai kharede hoi is main koi preshani kio baat to naheen please help me

    AAP KA BHAI
    ALI NOOR

  2. #2
    Join Date
    14 Feb 2006
    Location
    Multan
    Posts
    97
    Threads
    11
    Credits
    728
    Thanked
    0

    Default

    nahin jani is main koi preshani ki bat naihn hay ajj kal kay pc a hi esay rahay hain main nay bhi Abhi 1 AMD ka liya hay us ka bhi yahi chakar hay is main koi preshani ki bat nahin
    --------------------
    Not allowed such kind of Links

    HTML Code:
    IF U DONT GET WHAT U LOVE THEN LOVE WHAT YOU HAVE...


    {(Hum Rok Rahay Haen Batil Ko, Koi Aaey Hamaray Saath Chalay.
    Ye Raasta Janat Jaata Hay
    Jo Chahay Hamaray Saath Chalay)}.

  3. #3
    jaankaash's Avatar
    jaankaash is offline Senior Member+
    Last Online
    26th May 2022 @ 10:24 AM
    Join Date
    18 Nov 2005
    Location
    Karachi
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    2,139
    Threads
    117
    Credits
    1,384
    Thanked
    5

    Default

    Nahi brother koi masla nahi hai don't worry..........i have also AMD ATHLON
    Email address + MFA web link not allowed...ITD Team

  4. #4
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    yeh koi masla to naheen hay magar phir bhi agar aap tasalli karna chahain to BIOS main power management option main jakar is ko disable kar dian.

    agar app ki games CD-rom par hain to baaz auqat aisa hita hai CD-Rom sahi say fix naheen hoti, aur phir jab koi CD read hoti hai to CD-ROm bohot tezi say harkat ki wajah say vibration peda karti hai. jis say aisa mehsoos hota hai kay pc main koi fan chalna shuru ho gaya hai. Is ka hal yeh hay key CD-ROM kay mount screws ko achhi tarah tightly close kar dain.

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •