Assalam-0-alaikum.

Sir main chahta hon ke main jab windows start karoon ya restart karon to mera ek software hay jo window start honay per auto connect hojaye .. Ye kis tarhan mumkin hay ...
Means ke jab bhii main window start karon ya wo page aajaye ya wo software auto run hojaye ...
Please koi meri madad karayga ??