Assalam o alaikum
dear experts mere pass 2mb dsl ha or man ye janana chahta hoon ke man ne apna broadband connection share kya hua ha ab man chahta hoon ke man ne jisko apna connection share kiya ha wo 512kbps net speed use kar sake or baqiya ki speed man use kar sakooon please koi tarika batain......
Apke reply ka wait rahega
thans
Bookmarks